Qurbani ke tarike aur qurbani ki dua Hindi||English||or Arbic me
Qurbani ke tarike aur qurbani ki dua, aur qurbani dosre zaruri maslon ke bare me roman Hindi/Urdu me ek aasan article jis qurbani ki puri details hain
Qurbani ke tarike aur qurbani ki dua Hindi||English||or Arbic me
Qurbani Ki Dua In Hindi
INNI WAJJAHTU WAJHIA LILLAZI FATARAS SAMAWAATI WL ARZ HANEEFA W MA ANA MINAL MUSHRIKEEN, INNA SALATI W NUSUKI W MAHYAYA WMAMATI LILLAHI RABBIL AALMEEN, LA SHARIKA LAHU, W BIZALIKA UMIRTU, W ANA AWWALUL MUSLIMEEN, BIS MILLAH ALLAHU AKBAR.
yah dua padh kar janwar ko zabah kare, zabah karne ke baad yah dua padhe
bakra eid kab ki hai|| Bakra eid date||bakra eid about
Qurbani Ki Dua In Arabic
اللهم تقبله مني كما تقبلت من حبيبك محمد وخليلك إبراهيم عليه السلام
“ALLAHUMMA TAQABBALHU MINNI KAMA TAQBALLTA MIN HABIBIKA MUHAMMAD, W KHALILIKA IBRAHEEM ALIHISSLAM”
Qurbani Ki Dua In English
Oh God accept it from me as you accept from your lover Muhammad and Khalik Abraham
Qurbani Ki Dua Aur Us Ki Niyyat
Qurbani ki niyyat dil se kar lena kafi hai, zaban se kahne ki zarurat nahi, lekin zabah karte waqt
”BIS MILLAH ALLAHU AKBAR” kahna zaruri hai.
Sunnat yah hai ki janwar qibla ki taraf lita kar yah dua padhe:
Note: Dua me “Minni” us waqt kahte hain jab khud apni qurbani kar raha ho, aur dosre ki qurbani ho to “Min” ke baad us admi ka naam le, for example: “MIN HAMID”, ya “MIN RASHID” wgaira.
Qurbani Keya hai? Aur Keyu ki Jati Hai?
ईद उल अजहा का त्यौहार हिजरी के आखिरी महीने जुल हिज्ज में मनाया जाता है। पूरी दुनिया के मुसलमान इस महीने में मक्का me jama hokar haj ke arkaan ada karte hai .
Qurbani Allah ke nabi Hazrat Ibraheem Alaihisslam ki Sunnat hai, Quran Shareef me aaya hai ki: jab ibraheem allaihisslam ne khoaab me dekha ki wah apne eklaute bete hazrat Ismayeel alihisslam ki Qurbani kar rahe hain, aur yah khoaab baar baar dekha to unhon ne is ke bare me apne bete se bataya, to beta khushi khushi allah ki raah me qurban hone ke liye tayyar ho gaya Ibraheem( a s) Allah ke nabi hai
Muslim personal law board kya hai
Writing: writing styles.Written history and writing meaning, definition & all
Ab jaise hi Ibraheem (A S) ne bete zabah karne ke liye us ke garden par churi pheri Allah tala ne aasman se ek dumba bheja, aur kaha ki: “ai Ibraheem is ko zabah Karo hum tumhara (exam) imtihan lena chahte the bachche zabah karane ka maqsad Hamara Nahi the tum (exam) imtijan me kamyab ho gaye”.
Allah tala ko Ibraheem alihisslam ka yah shauq aur jazba itna pasand aaya ki qayamat tak ke liye aap ki is is sunnat ko jari kar diya, isi liye puri dunya ke musalman har saal Ibraheem (A S) ki yaad me Qurbani karte hain aur un ki sunnat ko zinda karte hain.
Rasulullah (S A W) madina monauwwara me 10 saal tak rahe aur har saal brabar Qurbani karte rahe, aur Sahaba ko qurbani karne par zoor bhi dete the.
भारत में इस्लाम का बड़ा त्योहार ईद उल अजहा बकरीद 11 या 12 अगस्त को मनाया जाएगा. बकरा ईद मुस्लिम समुदाय के सबसे Paak त्योहारों में से एक होता है जिस दिन अल्लाह की इबादत में बकर aur भेड़ की कुर्बानी दी जाती है.
कुर्बानी की शुरुआत सुबह ईद की नमाज पढ़ने के बाद होती है. कुर्बानी का गोश्त गरीब लोगों में तकसीम किया जाता है. इस्लाम में इस दिन को फर्ज एक कुर्बान कहा गया है जो इस्लामिक कैलेंडर के जुल हिज्जाह महीने के 10वें दिन ईद उल अजहा के रूप में मनाया जाता है.
Qurbani Ka Gosht
Jis janwar Ek se Zada hisse dar hon to gosht ko weight ya wazan Kar ke Banta Jaye, andaze se Nahi, us ke bad apni Qurbani ka gosht ka 3 hissa kare, Ek hissa Apne Ghar walon ke liye, dosra apne friends ke liye, aur tisra hissa garibon me bant de.
Masla: Qurbani ka gosht bechna haram hai.
Masla: Zabah karne wale ya qasayi ki mazdoori me gosh ya qurbani ki khaal dena sahi nahi hai.
Kya Qurbani Ka Gosht Gair Muslim Ko De Sakte hain?
Ji han qurbani ka gosht kisi gair muslim ko bhi de sakte hain is me koyi haraj nahi hai, Quran pak me Sure Hajj: 28 me allah tala farmate hain: “Qurbani ke gosht ko muhtaj aur garibon ko khilaao”. Is aayet me Muslim ya non Muslim ka koyi zikr nahi hai, jo bhi gareeb muhtaj ho us ko qurbani ka gosht khila sakte ha5
Qurbani ki Fazeelat Aur Ahmiyat
عَنْ زَيْدِ بْنِ أَرْقَمَ، قَالَ: قَالَ أَصْحَابُ رَسُولِ اللَّهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: يَا رَسُولَ اللَّهِ مَا هَذِهِ الْأَضَاحِيُّ؟ قَالَ: «سُنَّةُ أَبِيكُمْ إِبْرَاهِيمَ» قَالُوا: فَمَا لَنَا فِيهَا يَا رَسُولَ اللَّهِ؟ قَالَ: «بِكُلِّ شَعَرَةٍ، حَسَنَةٌ» قَالُوا: ” فَالصُّوفُ؟ يَا رَسُولَ اللَّهِ قَالَ: «بِكُلِّ شَعَرَةٍ مِنَ الصُّوفِ، حَسَنَةٌ». رواه ابن ماجه (3127)، والبيهقي في السنن الكبرى (19017).
Translation: Hazrat Zaid bin Arqam (R Z) se riwayat hai ki Sahaba ne Rasuluuah (S A W) se sawal kiya ki: ai allah ke rasool! Qurbani keya hai? Aap ne jawab diya ki: “yah Hazrat Ibraheem (A S) ki Sunnat hai”
, phir Sahaba ne poochha hamara is me keya fayda hai? Aap ne farmaya: “Qurbani ke janwar ke har baal ke badle me ek neki mile gi” (Sunan e Ibn e Majah: Hadees No: 3127, Sunan e Baihaqi Hadees No: 19017).
عَنْ عَائِشَةَ، أَنَّ رَسُولَ اللهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ: مَا عَمِلَ آدَمِيٌّ مِنْ عَمَلٍ يَوْمَ النَّحْرِ أَحَبَّ إِلَى اللهِ مِنْ إِهْرَاقِ الدَّمِ، إِنَّهُ لَيَأْتِي يَوْمَ القِيَامَةِ بِقُرُونِهَا وَأَشْعَارِهَا وَأَظْلاَفِهَا، وَأَنَّ الدَّمَ لَيَقَعُ مِنَ اللهِ بِمَكَانٍ قَبْلَ أَنْ يَقَعَ مِنَ الأَرْضِ، فَطِيبُوا بِهَا نَفْسًا. رواه الترمذي في سننه (1493).
Translation: Hazrat Aisha (R Z) se riwayat hai ki Rasulullah (S A W) ne farmaya ki: “Bakra eid ke din insaan ka koyi bhi kaam allah ke nazdeek khoon bahane (yani qurbani karne) se zada behtar aur achchha nahi hai,
Meaning|| of inshaallah|| in Hindi || English
wah Qurbani qayamat ke din apne singhon khuron, aur balon samet aaye gi, Qubani ka khoon zameen par girne se pahle hi allah ke yahan qabool ho jata hai, to us qurbani ke sath apne dil ko khush karo ”. (Tirmizi Shareef Hadees No: 1493).
Qurbani Kis Par Wajib Hai?
Har musalman jis par Zakat farz hai yani wah har saal zakat deta hai us par qurbani zaruri hai, aur zakat us aadmi par zaruri hoti hai jo sare 52 tola silver ya sare 7 tola gold ya itni hi saman ki qimat ka malik ho us par qurbani karna zaruri hai.
Qurbani ke mamle aadmi ke paas jo maal hai us par saal ka guzarna zaruri nahi, qurabani ke do teen month pahle gareeb tha aur qurbani k ek week pahle wah maaldar ho gaya tab bhi us par qurbani zaruri hai.
Qurbani Kis Ke Naam Honi chahiye?
Bahut sare elaqe me yah mashoor hai ki kisi ghar me agar pahli baar qurbani ho to huzoor (S A W) ke Naam se honi chahiye jab ki aisa Kuchh nahi hai agar kisi ke uper qurbani farz hai to sab se pahle us ke Naam se zaruri hai.
Han agar kisi ke uper qurbani farz nahi hai to wah huzoor S A W ke naam se kara sakta hai, aur wah jis ke naam se chahe kara sakte hai, isi tarah jis par qurbani qurbani farz hai wah apne naam ke sath sath huzoor (S A W) ke naam se bhi kara sakta hai.
Qurbani ka Time
Jin cities ya villages me Eid Bakra Eid ki namaz hoti hai wahan par bakra eid ki namaz se pahle qurbani jayez nahi hai, aur jahan par bakra eid ki namaz nahi hoti wahan bakra eid ki subah se qurbani kar sakte hai.
Qurbani ka time 10 Zilhijjah (bakra eid ke din) se start ho kar tisre din asar ki namaz tak rahta hai.
Qurbani Ke Janwar
Dumba, Bakra, bher ki Qurbani only ek aadmi ki taraf se ki ja sakti hai, aur cow, bail, bhains, aur camel ki Qurbani 7 logon ki taraf se ki jasakti hai.
Masla: Bakra, bakri ke liye 1 year ka hona zaruri hai, aur bher aur dumba agar mota aur tayyar ho, dekhne me 1 year ka maloom ho to us ki qurbani kar sakte hain.
Masla: Jis janwar ka seengh jar se ukhad ya toot gaya ho us ki qurbani nahi kar sakte.
Masla: andhe, kane, langde janwar ki qurbani sahi nahi hai.
Masla: jis janwar ka kaan zada kata ho us ki bhi qurbani sahi nahi.
Masla: janwar kharidne ke baad us me koyi aib nikal gaya to agar aadmi sahb e nisab yani maaldar hai to us ki qurbani sahi nahi, aur agar gareeb ho to wah us ki qurbani kar sakta hai.
Gareeb Aadmi Ka Janwar Qurbani Se Pahle Mar Jaye Ya Gayab Ho Jaye
Gareeb aadmi ka qurbani ka janwar agar qurbani se pahle mar jaye ya gayeb ho jaye to us par dosre janwar ki qurbani zaruri nahi hai.
Agar gayab none wala janwar qurbani se pahle mil gaya to us ki qurbani zaruri hogi.
Masla: Gareeb aadmi qurbani ki niyat se ek janwar kharida lekin qurbani se pahle wah gayab ho gaya, phir us gareeb aadmi ne ek dosra janwar kharid liya, uske baad gayab hone wala janwar bhi mil gaya to ab us gareeb par dono janwaron ki qurbani zaruri hai.
Maaldar Aadmi Ke Qurbani Ke Janwar ke Mar Jane Ya Gayab Hone Ka Masla
Maaldar aadmi ka qurbani ka janwar agar qurbani se pahle mar jaye ya gayab ho jaye to us par dosre janwar ki qurbani zaruri hai.
Masla: Agar maaldar aadmi ka gayab hone wala janwar qurbani se pahle mil jaye aur us ke milne se pahle wah aadmi dosra janwar khareed chuka tha to ab usko ko ikhtiyaar hai chahe gayab hone wale janwar ki qurbani kare ya baad me jis ko kharida hai us ki kare, gareeb aadmi ki tarah us par dono janwaron ki qurbani zaruri nahi.
Qurbani Ka Sunnat Tarika
Apni qurbani ko khud apne hath se karna sab se achchha hai, keyu ki Huzoor (S A W) apne hath se qurbani karte the, agar aadmi khud achchhi tarah se zabah nahi kar sakta to dosre se zabah kra sakta hai magar zabah ke waqt qurbani ke janwar ke paas rahna afzal aur bahtar hai,
Qurbani se pahle janwar ko khoob achchhi tarah bandh de, aur us ko Qibla yani khana kaba ki taraf kar de, aur zabah karne wala khud bhi qibla ki taraf ho jaye, aur chhuri ko bhi tez kar le.
Qurbani Ki Khaal
Qurbani ki khal ko apne kaam me lana sahi hai, agar khaal ko bech dia to us paise ka Sadqa karna zaruri hai,
हो सके तो ज्यादा से ज्यादा अपने आप ही किसी गरीब की मदद करने हैं पैसों से क्या पता कौन फ्रॉड बताओ और वह हाल के पैसे किसी गलत काम में लगा दे इसलिए देख लीजिए कि कोई जरूरतमंद आस पास तो नहीं जो किसी से मांगता हूं हाथ में फल आते हो खामोशी से अपने घर में अपनी परेशानियों को छुपाए बैठा हूं ऐसे इंसान को यह पैसे देना सबसे बेहतर रहेगा क्योंकि यह गरीबों का हक होता है
और किसी ऐसे गरीब की मदद करना को बेहद पसंद है किसी के आगे हाथ और ना फैलाएं और खुशी से अपने घर में बैठा रहे हमें तलाशना चाहिए इंसान अगर कोई ऐसा इंसान ना मिले तो बहुत सारे ऐसे मांगने वाले मिल जाते हैं जो जरूरतमंद और गरीबी से परेशान हाल होते हैं खाल के पैसे उन्हें दे देना चाहिए Qurbani ki khaal ko dini madarson me dena sab se achchha hai, ya aisi N G O ko bhi de sakte hai jo us paise se garibon ki help karti ho.
What is Qurbani?
Qurbani, or Udhiyah as it is known in Arabic, is the word that describes the sacrifice of an animal to Allah (SWT) during the period of Eid ul Adha.
On Eid Ul Adha, which marks the completion of the annual Hajj pilgrimage, the Muslim world celebrates and honors the tradition of the Prophet Ibrahim (Alahi Salaam) by sacrificing an animal and distributing the meat to those in need.
Who should perform Qurbani?
The general rule is that Qurbani should be performed by adults of a sane mind and affordable means. The Hanafi ulema says it is wajib (obligatory) while the other schools of jurisprudence say it is sunnah. However, it is generally agreed that if a person can afford Qurbani, they should perform it.
If you have any questions or doubts about this aspect of Qurbani, please consult your local shaykh, imam, or mosque.
What animals are sacrificed at Qurbani?
The animals to be slaughtered at Qurban are goats, sheep, cattle (cows or bulls), buffalo or camels. According to the rules of Qurbani, they can be male or female but should be in good health, free from disability or handicap, and above a certain age.
Goats and sheep must be at least one year old, while cattle must be two years, and camels five years.
How many Qurbani animals do I have to sacrifice?
Qurban animals have shared. Sheep and goats have one share each, camels and cattle each have seven shares. So for a single person, Qurbani is fulfilled with a sheep or a goat. Up to seven people can share in the purchase of a cow or a camel, and the sacrifice will be made for the seven.
1 small animal (Sheep or Goat) = 1 Qurbani
1 large animal (Cattle) = 7 Qurbani
You can make as many Qurbanis as you want – for example, two or three shares in a cow – and on behalf of as many individuals as you like, including those who have passed away.
When is Qurbani performed?
Qurbani can be performed from the 10th day of the month of Dhul-Hijjah until the sun sets on the 12th of Dhul-Hijjah. The best time is to perform the act of Qurbani is immediately after the completion of the Eid-ul-Adha prayers.
When should we give money to Qurbani?
Money for Qurbani in Pakistan and Tanzania can be received until the 2nd day of Eid ul Adha. For all other countries, we cannot accept any Qurbani payments after 5pm on the day before Eid ul Adha. When making your Qurbani donation, please bear in mind that Qurbani prices vary in different parts of the world.
How is Qurbani meat distributed?
Ideally, the meat from Qurban should be divided into three equal parts – one for the home, one for relatives and friends, and one for the poor and needy. The meat from Qurban can be distributed to the poor or rich, Muslim or non-Muslim.
However, because of the relative lack of poverty in Western countries, many Muslims prefer to have their Qurbani performed in poorer countries or those in dire need, and the meat to be distributed to the neediest or those suffering adversity and poverty
What is Eid ul Adha?
Eid ul Adha (the Festival of Sacrifice) is the three-day festival that marks the Hajj pilgrimage and Qurbani, to commemorate the sacrifice the Prophet Ibrahim (alaihis salaam) was willing to perform of his son Ismail (alaihis salaam) for Allah, who spared his son by sending down a ram to take his place.
Eid ul Adha is a public holiday in Muslim countries and a time for Muslims to thank Allah for the blessings they have received and to celebrate with their families, friends and relatives. It is also a time to remember the less fortunate and well-off through the act of Qurbani, donations, and gifts, so they can also celebrate the occasion.
When is Eid ul Adha?
Eid ul Adha falls on the 10th day of the Islamic month of Dhu al Hijjah. As the Islamic calendar is based on the lunar year, the date changes in the Gregorian calendar each year and is 10 to 11 days earlier than the preceding year.
When is Eid ul Adha in 2019?
In 2019, Eid ul Adha is expected to be on or around 12th August. The exact date will not be known until the sighting of the new moon, to signal the start of the month of Dhu al Hijjah.
तृणमूल सांसद नुसरत जहां ने बिजनेसमैन निखिल जैन के साथ तुर्की Mai ki Shaadi
May Allah bless you with
A beautiful feast of Sacrifice
on this auspicious day of Eid ul-Adha
Happy Bakra Eid 2019
May this festival of sacrifice, faith, and purity abundant your life with joy and good health.
Happy Bakrid.
Please happy every day
Be happy every day so that you become Eid every day. Eid happens when your heart is happy and your heart is always happy and your day will good.
अगर आपको पोस्ट Qurbani ke tarike aur Qurbani ki dua Hindi||English||or Arabic me
पसंद AAE तो प्लीज यादव ज्यादा से ज्यादा शेयर करें और लाइक करें जो लोग हमारी पोस्ट को लाइक और शेयर करते हैं उनका बहुत-बहुत शुक्रिया next पोस्ट में मिलते हैं दुआ में याद रखिएगा Allah hafiz.